Teri Mitti Guitar Chords – Kesari | B Praak
Artists: B Praak, Arko Pravo Mukherjee
Movie: Kesari
Released: 2019
Strumming Pattern: D UUD
Tempo: 84 BPM
Original Scale: D#
Chords with capo on 1st fret: D G Bm A
Strumming Pattern: DDU UDU
Let’s play – Teri Mitti Chords
Capo Position: 1 Fret
(D)Talvaron pe sar vaar diye
(D) Angaaron mein jism jalaya hai
(D) Ab jaake kahin humne sar pe
(D) Yeh kesari rang sajaaya hai
Aye (D)meri zameen afsoss nahi
Jo tere liye sau dard sahe
(G) Mehfooz rahe teri aan sada
Chaahe (D) jaan meri yeh rahe na rahe
Aye (D)meri zameen mehboob meri
Meri (Bm) nass nass mein tera ishq bahe
(G)Pheeka na pade kabhi rang tera
(D)Jismon se nikal ke khoon kahe
Teri (D)mitti mein mill jawaan
Gul (Bm)banke main khill jawaan
(G)Itni si hai dil ki (D)aarzoo
Teri (D)nadiyon mein beh jawaan
Teri (Bm)kheton mein lehrawaan
(G)Itni si hai dil ki (D)aarzoo
(D)Sarson se bhare khalihaan mere
Jahaan jhoom ke bhagra paa na saka
(A)Aabad rahe woh gaaon mera
Jahaan (G)laut ke wapas (D)jaa na saka
Ho (D)watna ve, mere watna ve
Tera (Bm)mera pyar nirala tha
(G) Kurbaan hua teri asmat pe
Main(D) kitna naseebon wala tha
Teri (D)mitti mein mill jawaan
Gul (Bm)banke main khill jawaan
(G)Itni si hai dil ki (D)aarzoo
Teri (D)nadiyon mein beh jawaan
Teri (Bm)kheton mein lehrawaan
(G)Itni si hai dil ki (D)aarzoo
Oh (D)Heer meri tu hansti rahe
Teri aankh ghadi bhar nam na ho
(A) Main marta tha jis mukhde pe
Kabhi (G) uska ujaala kam na ho
O (D)maai meri kya fiqr tujhe
Kyun (Bm)aankh se dariya behta hai
Tu (G)kehti thi tera chaand hoon main
Aur (D)chaand hamesha rehta hai
Teri (D)mitti mein mill jawaan
Gul (Bm)banke main khill jawaan
(G)Itni si hai dil ki (D)aarzoo
Teri (D)nadiyon mein beh jawaan
Teri kheton mein lehrawaan
(G)Itni si hai dil ki (D)aarzoo
Check Also – Yaar ka sataya hua hai chords by B Praak